楽器
Ensembles
Genres
作曲家
演奏者

歌詞: Ahmed Jahanzeb. Aaj Ki Raat.

Hoo Hoooo...

Aaj kya baat hai dunya ke nazare khush hain
Aaj kya baat hai dunya ke nazare khush hain
Baagh main phool aasman mein sitare khush hain

Mat jaaa..
Mat jaa..
Mat jaaa..
Mat jaa..
Aaj ki raat na jaa

Dorti rag rag mein hai betaab muhabbat teri
Ankh ke parde per lehrati hai...
Ankh ke parde per lehrati hai soorat teri

Mat jaa..
Aaj ki raat na jaa

Tujh bin lagey ga na mora jiya...
Tujh bin lagey ga na mora jiya...

Aaj ki raat na ja

Har rang husn-o-ada andaz hai murat uski
Har sher mein uske keh jaati hai
Her sher mein uske keh jati hai baat sabhi

Mat jaa
Aaj ki raat na jaa

Tujh bin lagey ga na mora jiya...
Tujh bin lagey ga na mora jiya...

Aaj ki raat na ja
Raat na ja....
Raat na ja
Ahmed Jahanzeb